बुधवार, 27 जून 2012




2 टिप्‍पणियां:

  1. Kunwar Ravindra ji, Apke chitr dekhe. Such me behtarin hain.... par aap inhe AMURT kyon keh rahe hain? Yehan to to aakar apni tamam khubiyon ke saath moujud hai.... Pehli do paintings men aapne rango ka ek khubsurat sanyojan me istemal kiya hai... kahi kahi kisi kon se ye 3-D jaisa bhi hai.... Interior ka behatar aabhas inme hai...Aytakar men apke rachnakarm ki kushalata jhalakti hai.... Rango ka chayan kaphi SHOKH aur Tikha hai.. Pure yane shuddh rangon ka prayog.... Teesra chitra rangon ke misharan aur vishay ki drishti se ullekhniy hai...Jahaa pehle ki donon paintings men Adhunik samaj ka Interior jhank raha hai, vahin tisre chitr men paramparik Interior/Exterior hai.... rang ka prayog mahila ki prishthbhoomi se mel khate hain.... kalakar ke rup men aapki ye badi saphalta hai..... MERI TIPPANI KO ANYATHA NAHI LEN.... AAJ MOOD KUCHH ALAG HAI....punah BADHAI....

    जवाब देंहटाएं
  2. चरण सिंह जी ,
    आप की टिप्पणी मेरे लिए बहुत ही महत्त्व पूर्ण है
    अन्यथा लेने की तो कहीं गुंजाईस ही नहीं ,
    मै अपने मित्रों से हमेशा कहता हूँ की सिर्फ प्रशंसा
    ही नहीं कमियां भी बतावें जिससे उन्हें दूर कर सकूँ
    निःसंदेह सर्वश्रेष्ठ या पूर्ण तो नहीं ही हूँ .
    आपका आभार सहित बहुत-बहुत धन्यवाद्

    जवाब देंहटाएं